Aa Jaao Tadapte

Aa Jaao Tadapte 歌词

时长3:47
原文语言印地语
浏览量824
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
aa jaao tadapte hain armaan aa jaao tadapte hain armaan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai main roun yahan, tum chup ho vahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai o, chaand ki rangat udne lagi voh taaron ke dil ab doob gaye, doob gaye hai dard bhara bechain sama ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai is chaand ke dole mein aayi nazar is chaand ke dole mein aayi nazar yeh raat ki dulhan chal di kidhar, chal di kidhar aawaaz to do, khoye ho kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ghabraake nazar bhi haar gayi ghabraake nazar bhi haar gayi taqdeer ko bhi neend aane lagi, neend aane lagi tum aate nahin, main jaaoon kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai