Zameen Ka Phool Ho

Zameen Ka Phool Ho 歌词

时长6:19
原文语言MS
浏览量294
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
oi kisiko kyon achha lagta hain koi kisiko dekh kar kyon apne hosh kho deta hain kisiki hairaan aankhen ek haseen chehre ko dekhti hain aur dil mein anginat maasoom sawaal karwaten badalne lagte hain zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho la la la la la la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho - 2 main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho yeh jism geet hain khushbu hain ya hain deep jala yeh zulf raat hain baadal hain ya hain koi bala yeh aankhen jaadu hain jheelen hain ya ke paimaana yeh chehra khwaab hains sach hain ya koi afasaana woh des kitna haseen hoga tum jahaan ki ho main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho tumhare layje mein sheeshe khanakte hain jaise tumhare chhuune se pathhaar pighalte hain jaise kiran si phootti hain tum jo muskurati ho nazaaren gaate hain tum jo nazar uthaati ho yaha ki ho ya kisi aur kehkasha ki ho main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho main sochata hoon ke tum kaun ho kaha ki ho zameen ka phool ho ya hoor aasmaan ki ho la la la la la la la la la la la la la la hmm hmm hmm hmm Tell A Friend