Yeh Kya Ho Raha Hain

Yeh Kya Ho Raha Hain 歌词

时长5:28
原文语言TL
浏览量320
歌词坐标

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
yeh kya ho raha hain yeh kyon ho raha hain khwaabo mein par lag rahe hain ham aajkal udd rahe hain kiska asar hain yeh kya ho raha hain yeh kyon ho raha hain (hawa hawa badli si lag rahi hain mujhe naya naya lage hain jahaan) - 2 kaise kahu kya main kahu haal kya hain mera hone lage sapney jawaan lamho mein rang bhar rahein hain mehke se pal lag rahe hain kiska asar hain yeh kya ho raha hain yeh kyon ho raha hain chunri jo dhalke hain mere kandhe se jo laga jaise kisine mujhko chua - 2 main kahi hu dil hain kahi bawri se pehle kabhi aaisa na hua tanhaiyaa gaa rahi hain madhoshiyaa cha rahi ahin kiska asar hain yeh kya ho raha hain yeh kyon ho raha hain