Sun Mere Sajana

Sun Mere Sajana 歌词

时长4:33
原文语言SR
浏览量533
歌词坐标

原文歌词

SR
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
VSun mere sajna sajna Bol meri sajni Sun mere sajna sun re mere hath me kya hai Kangana To chal mere angna Sun mere sajna sun re mere hath me kya hai Kangana To chal mere angna Sun meri sajni sun ri angna me kya hai Boota O tere pyar ne luta Sun meri sajni sun ri angna me kya hai Boota O tere pyar ne luta Sun mere sajna sun re boote me kya hai kaliyan To phir chal meri galiyan Sun mere sajna sun re boote me kya hai kaliyan To phir chal meri galiyan Sun meri sajni sun ri galiyon me kya hai sakhiyan Mujhe mar le aankhiyan Sun meri sajni sun ri galiyon me kya hai sakhiyan Mujhe mar le aankhiyan Sun mere sajna sunre sakhiyan kya khele Holi Tu kab layenga doli Sun mere sajna sunre sakhiyan kya khele Holi Tu kab layenga doli Sun meri sajni sun ri doli me kya hai Haila To phir ban meri laila Sun meri sajni sun ri doli me kya hai Haila To phir ban meri laila Sun mere sajna sunre laila kya lagti Gudiya Main teri pyar ki pudiya Sun mere sajna sunre laila kya lagti Gudiya Main teri pyar ki pudiya Sun meri sajni sun ri pudiya me kya hai Laddoo Mera dil nahi kaaboo Sun meri sajni sun ri pudiya me kya hai Laddoo Mera dil nahi kaaboo Sun mere sajna sunre gudiya kya mange Jhumke Ho main to mar gayi tumpe Sun mere sajna sunre gudiya kya mange Jhumke Ho main to mar gayi tumpe Sun meri sajni sun ri gudiya kya kare Raddi To phir karle shaadi Sun mere sajna sunre mere haath me kya hai Kangana To phir chal mere angna Sun mere sajna sunre mere haath me kya hai Kangana To phir chal mere angna