Jaana Maine

Jaana Maine 歌词

时长5:46
原文语言ET
浏览量227
歌词坐标

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
--MALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh - 2 Ae, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein --FEMALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh - 2 Log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein Jaane, tujhe jaana to jaana maine yeh --MALE-- Hey hey hey hey, hey hey hey - 2 --FEMALE-- Dekh to nigaahon se Meri in nigaahon mein tera, bas tera ek naam likha hai --MALE-- Hey, milaake nazar dekho Dil mein utarkar dekho, chaahat ka meri paigaam likha hai --FEMALE-- Suna yeh fasaana to jaana maine yeh - 2 Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein --MALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh --FEMALE-- Haal raha aisa to Pyaar mein tumhaare mera rab jaane kya haal hoga --MALE-- Ho, jo bhi taqdeer hogi Ranjhe ki Heer hogi, sohni ka aashiq mahiwaal hoga --FEMALE-- Maana maine maana, aaj jaana maine yeh - 2 Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein --MALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh Oh, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein