Hamdam Pyaara Pyaara

Hamdam Pyaara Pyaara 歌词

时长6:20
原文语言印度尼西亚语
浏览量349
歌词坐标

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
hamdam pyara-pyara hai ye mausam mausam aao is ka maza le ham gussa na ho tu to tujh se main kuch bolu yaar kar le ham se thoda pyaar na kar zara bhi inkaar bas baat yahi soojhe tujhe tu to thodi paagal lage mujhe mere raja tu raja teri raani hoon main tu sayaana maana par teri deewani hoon main pyaar se tu dekh teri dilbar jaani hoon main na main raaja na hi tu hai koi raani chhod ye kahani sapanon mein kaheen dhal hi na jaaye teri ye jawaani dekho-dekho jawaani ke pal do pal socho-socho rahenge na pal ye kal baanhon mein baanhen daale pyaar ke raste chal tere-mere raste kabhi bhi na milen hai yahi dua sang tere mujhe kabhi bhi na jaana chhod