Dono taraf aag hai lagi

Dono taraf aag hai lagi 歌词

时长6:21
原文语言MS
浏览量446
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
--CHORUS-- Sa ga re ma pa dha ma, sa ga re ma pa sa Sa ga re ma pa dha ma --MALE-- Yahan, vahan, idhar, udhar Dono taraf aag hai lagi, dono taraf pyaas hai jagi Dono taraf ek jaisa haal, dono taraf dil hai beqaraar Isi ko to kehte hai pyaar - 3 --FEMALE-- Ho, dono taraf aag hai lagi, dono taraf pyaas hai jagi Dono taraf ek jaisa haal, dono taraf dil hai beqaraar Isi ko to kehte hai pyaar - 3 --CHORUS-- Sa ga re ma pa dha ma, sa ga re ma pa sa - 2 --MALE-- Hmm, kahin kahin khilte hai yeh phool Kabhi kabhi hoti hai yeh bhool Kahin kahin khilte hai yeh phool Kabhi kabhi hoti hai yeh bhool Kisi kisi ko yeh nasha Koi koi dil ka kharidaar --FEMALE-- Jumma jumma huye saat din tere mere mulaqaat ko Neend nahin aati raat ko, jeena mera hua dushvaar Isi ko to kehte hai pyaar - 3 --MALE-- Mm hmm hmm, eh hey hey eh, o ho ho ho, aa ha ha --FEMALE-- La la, la la aa, la la la Aa aa aa, yaad bahut aate ho tum Aake chale jaate ho tum Yaad bahut aate ho tum Aake chale jaate ho tum Abhi aa na jaana chhodke Dil mein samaa jaao mere yaar --MALE-- Baith jaa tu mere saamne, main teri tasveer kheench loon Jab bhi jahan bhi main chaahoon, kar loon tera deedaar Isi ko to kehte hai pyaar - 3 Dono taraf aag hai lagi --FEMALE-- Dono taraf pyaas hai jagi --MALE-- Dono taraf ek jaisa haal --FEMALE-- Dono taraf dil hai beqaraar --MALE-- Isi ko to kehte hai pyaar --FEMALE-- Haan, isi ko to kehte hai pyaar --BOTH-- Isi ko to kehte hai pyaar --FEMALE-- Mmm, aah aah, aah aah, aah