Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama)

Zamaney Ke Andaaz(Saqi Nama) 歌词

流派Pop
时长4:14
原文语言MS
浏览量322
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag hai saaz badlay gaey (x2) Khirad ko ghulami say aazad kar Jawanon ko peeron ka ustad kar Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag hai saaz badlay gaey Jigar say wohi teer phir par kar Tamanna ko seenon main bedar kar (x2) Jawanon ko sozi jigar bakhsh de Mera ishq meri nazar bakhsh de Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag hai saaz badlay gaey Khirad ko ghulami say aazad kar Jawanon ko peeron ka ustad kar Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag hai saaz badlay gaey Pila de mujhe woh may pardah soz Keh aati nahin fasl-e-gul roz roz (x2) Woh may jis say roshan hai zameer-i-hayaat Woh may jis say hai mastee-e-kainaat mastee-e-kainaat Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag hai saaz badlay gaey (x2) Khirad ko ghulami say aazad kar Jawanon ko peeron ka ustad kar Zamanay kay andaaz badlay gaey Naya raag hai saaz badlay gaey (fade till end)