Khwab

Khwab 歌词

流派Pop
时长3:56
原文语言EU
浏览量272
歌词坐标

原文歌词

EU
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Door jo aaj hain Yaad aatay toh hain Khwab adhooray sahee Khwab saharay toh hain Aaj bhi meri eahain rokti hain Yaadein teri daman khaenchtee hain Bhool chukay hain jo humain Yaad aate to hain Sadyon ke faasle aaj hain darmiaan Hojain magar jitni bhi doorian Aap jahaan bhi rahain Aap humary to Hhain Khwab adhooray sahee Khwab saharay to hain Jaanay phir kab milain Tere mere raastay Aas tootay nahee Yaad itna rahay Raat dhalnee to hai Aane ujalay to hain