Main Chala

Main Chala 歌词

时长5:22
原文语言MS
浏览量233
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Tanha tanha main yu fira, Apno mein reh kar akela, Aisa gira naa uth saka, [Main chala..main chala..main chala.. Main chala…aaaaa...]- 2 times Main chala..main chala..main chala.. Lamha lamha ghutan hai, aankhen bin tere num hain, Mere jalte jahan mein, bass yahi ek gum hai, Dil ki viraniyaan dhoondhe tujhe, Raahon ke faasle kyu badh gaye? Kaisi yeh zindagi jo hum jiye, issne aansu aur gum diye, [Main chala..main chala..main chala.. Main chala…aaaaa...]- 2 times Main chala..main chala..main chala… Ankhani yeh kahani, bin kahe hai sunaani, Lab pe khamoshiyan hain, ashko mein hai rawani, Saanso ke silsile thamne lage, Lafzo ke sab diye bujhne lage, Lamho ki aag mein kuch yu jala, main apne aap se bhi kho gaya, [Main chala..main chala..main chala.. Main chala…aaaaa...]- 2 times Main chala..main chala..main chala… Main chala..main chala..main chala…