Dono Ke Dil Hai

Dono Ke Dil Hai 歌词

时长5:54
原文语言印度尼西亚语
浏览量319
歌词坐标

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
--FEMALE-- Mm hm hm hm, majboor pyaar se Dono ke dil hai majboor pyaar se - 2 Hum kya kare meri jaan tum kya karo Meri jaan, tum kya karo --MALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se Hum kya kare meri jaan tum kya karo --FEMALE-- Meri jaan, tum kya karo Hum to sanam tumko chaahe umar bhar dekhe Dil ki pyaas kehti hai, aur ek nazar dekhe --MALE-- Aah --FEMALE-- Hum to sanam tumko chaahe umar bhar dekhe Dil ki pyaas kehti hai, aur ek nazar dekhe --MALE-- Ho, dekho hamaara bhi haal, har dam tumhaara khayaal Dekho hamaara bhi haal, har dam tumhaara khayaal Dil mein uthaata hai toofaan, hum kya kare --FEMALE-- Tum kya karo --MALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --FEMALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --MALE-- Hum kya kare meri jaan tum kya karo --FEMALE-- Meri jaan, tum kya karo --MALE-- Lekar tumhaara naam aise khoye rehte the Aaj humko deewaana hanste log kehte hain --FEMALE-- Aah --MALE-- Lekar tumhaara naam aise khoye rehte the Aaj humko deewaana hanste log kehte hain --FEMALE-- Ho, jis dil mein hota hai pyaar, kaise na ho beqaraar Jis dil mein hota hai pyaar, kaise na ho beqaraar Yeh dil agar hai pareshaan, hum kya kare --MALE-- Tum kya karo --FEMALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --MALE-- Dono ke dil hai majboor pyaar se --BOTH-- Hum kya kare meri jaan, tum kya karo Meri jaan, tum kya karo