Apna Gham

Apna Gham 歌词

时长3:56
原文语言YO
浏览量92
歌词坐标

原文歌词

YO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Apna gham le ke kahin aur na jaaya na jaye Ghar mein bikhri huee cheezon ko sajaaya jaye Jin chiragon ko hawaon ka koi khauf nahin Un chiragon ko hawaon se bachaya jaye Baag mein jaanay ke aadaab hua karte hain Kisi titlee ko na phoolon say udaya jaye Ghar se masjid hai bahut door chalo yun kar le Kisi rote huye bachay ko hansaya jaye