Behti Hawa Sa Tha Woh

Behti Hawa Sa Tha Woh 歌词

时长5:01
原文语言MS
浏览量8.8K
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Behti hawa sa tha woh Udti patang sa tha woh Kahan gaya usae dhoondo Behti hawa sa tha woh Udti patang sa tha woh Kahan gaya usae dhoondo Hum o to raahein thi chalati Woh khud apni raah banata Girta, sambhalta, masti mein chalta tha woh Hum ko kal ki fikar sataati Woh bus aaj ka jashn manaata Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh Kahan se aaya tha woh Chhoo ke humare dil ko Kahan gaya usae dhoondo Sulagti dhoop mein chhaaon ke jaisa Raegistaan mein gaaon ke jaisa Mann ke ghaav pe marham Jaisa tha woh Hum sahme se rehte koovein mein Woh nadiya mein gotae lagata Ulti dhara cheer ke tairta tha woh Baadal awara tha woh Yaar humara tha woh Kahan gaya usae dhoondo Hum ko to raahein thi chalati Woh khud apni raah banata Girta, sambhalta, masti mein chalta tha woh Hum ko kal ki fikr sataati Woh bus aaj ka jashn manaata Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh Kahan se aaya tha woh Chhoo ke humare dil ko Kahan gaya usae dhoondo