Yeh Jo Mohabbat Hai 2

Yeh Jo Mohabbat Hai 2 歌词

时长5:12
原文语言SQ
浏览量291
歌词坐标

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar) - 2 (Toote agar saagar naya saagar koi le le Mere khuda dil se koi kisi ke na khele) - 2 Dil toot jaaye to kya ho anjaam Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar) - 2 Aankhen kisi se na ulajh jaaye main darrta hoon Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon Hey, aankhen kisi se na ulaj jaaye main darrta hoon Yaaron haseenon ki gali se main guzarta hoon Bas door hi se karke salaam Yeh jo mohabbat hai, yeh unka hai kaam Arre mehboob ka jo bas lete hue naam Mar jaaye, mit jaaye, ho jaaye badnaam (Rehne do chhodo bhi jaane do yaar Hum na karenge pyaar) - 4