Aur Pyaar Karna Hai (feat. Neha Kakkar)

Aur Pyaar Karna Hai (feat. Neha Kakkar) 歌词

年份2021
流派Pop
时长4:11
原文语言印地语
浏览量75
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Abhi tumhe aur humein Aur pyaar karna hai Abhi tumhe aur humein Beshumaar karna hai Jab talak jahaan se Bichhadna hai Abhi tumhe aur humein Aur pyaar karna hai Abhi tumhe aur humein Beshumaar karna hai Abhi humein muddaton Dilon ki baat karni hai Abhi bahut si baarishein Sath ghuzarni hain Woh kabhi bhi koyi ashq jo teri Aankh bhigana chahega Tujhse pehle in aankhon mein Aake woh ruk jayega Aake woh ruk jayega Abhi tumhe aur humein Yeh ikraar karna hai Abhi tumhe aur humein Aur pyaar karna hai Kayi khwaahishon ko poora karna hai Kayi dhoop chhaanv se guzarna hai Khushgavaar khwaabon ko In haseen palkon mein utarna hai Hum tere hi sang chalenge har kadam Jab talak ki saason ka chalna hai Abhi tumhe aur humein Aur pyaar karna hai Abhi tumhe aur humein Aur pyaar karna hai