Ye Main Ye Kuu-E-Daar Ye Tanhaayi Dosto

Ye Main Ye Kuu-E-Daar Ye Tanhaayi Dosto 歌词

流派Pop
时长3:46
原文语言MS
浏览量207
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
ye main ye kuu-e-daar ye tanhaayi dosto kya tum bhi ban gaye ho tamaashaayi dosto ye kya ke ek tir-e-malaamat na sah sake honi hai kuu-ba-kuu abhi rusvaayi dosto ik baar usako meri nigaahon se dekh lo phir kud kaho ke kaun hai saudaayi dosto wo husn-e-dil-faroz ke jaan-e-' faraaz' hai kalq-e-kuda hai usaki tamannaayi dosto ye dil kata hai ya ki koyi dost kat gaya kuchh to kaho ye kaisi sada aayi dosto