歌词坐标
SQ原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi
donon ko ik ada mein razaamand kar gayi
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-pa
pahunche kiraam-e-yaar bhi kya gul-katar gayi
mahazaar ne bhi kaam kiya waan naqaab ka
masti se har nigaah tere ruk par bikhar gayi
maara zamaane ne ' asadullaah khaan' tumhein
wo walawale kahaan wo jawaani kidhar gay





