Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi

Dil Se Teri Nigaah Jigar Tak Utar Gayi 歌词

流派Pop
时长5:11
原文语言TL
浏览量48
歌词坐标

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi - 2 donon ko ik ada mein razaamand kar gayi - 2 wo baadaa-e-shabaana ki saramastiyaan kahaan uthiye bas ab ke lazzat-e-kaab-e-sahar gayi - 2 dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-pa - 2 mauj-e-kiraam-e-yaar bhi kya gul katar gayi - 2 nazzaare ne bhi kaam kiya vaan naqaab ka - 2 masti se har nigah tere ruk par bikhar gayi - 2 maara zamaane ne maara zamaane ne asadullaah kaan tumhein - 2 wo walawale wo wo walawale kahaan wo jawaani kidhar gayi - 2 Hindi Song Title: Dil Se Teri Nigaah Jig