Teri Aankhon Mein (feat. Neha Kakkar)

Teri Aankhon Mein (feat. Neha Kakkar) 歌词

年份2020
流派Pop
时长6:36
原文语言印地语
浏览量437
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
haan kar dena chhoti moti galtiyon ko maaf itna sa bas ehsaan kar de kar dena chhoti moti galtiyon ko maaf itna sa bas ehsaan kar de tu jo hai naaraz meri saansein na chalein maan ja tu jeena yeh aasan kar de tu khol mere dil ko aur lele talaashi koyi bhi milega na tere siwa tere siwa teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? bhar ke rakhti hoon jebein main dil ki apni bol kitna tu maange udhar jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi bol kitna tu maangega pyaar baitha hai gussa teri naak pe aise thok diya tujhko maine chhod diya jaise mar ke bhi chhodun na tu manega kaise nikaal na zubaan se aise marne ki baat pyaar aisa karunga ke tu degi shabashi misaal main doonga apne pyar ki bada teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? ishq ko odh le sab hadein todd de aaj dono mil ke ik naye rishte ko jod de ishq ko odh le sab hadein todd de aaj dono mil ke ik naye rishte ko jod de tu bole naa mujhe kuchh aur main sunti rahun aise pyar karte karte duniya ko chhod doon teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya? teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya?