Har Taraf Tera Jalwa

Har Taraf Tera Jalwa 歌词

时长3:24
原文语言MS
浏览量1.2K
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Har taraf tera jalwa -8 Yeh hawa mehki mehki hai Yeh saba tere jaisi hai Yeh fiza sun kya kehti hai Tu mere dil mein rehti hai Har taraf tera jalwa -4 (Duniya to pagal hai Duniya se kaun dare Tu chaand si gori hai To kyun na pyaar kare Apna fikar se kise duniya ka dar kise Sapnon ki rani zara sun sun sun sun sun) -2 Har taraf tera jalwa -4 Yeh hawa mehki mehki hai Yeh saba tere jaisi hai Yeh fiza sun kya kehti hai Tu mere dil mein rehti hai Har taraf tera jalwa -4 (Tujhe ishq sikha denge Tera chain chura lenge Tere roop ke aashiq hain Yeh sabko bataa denge Pyaar to karna hai had se gurzarna hai Meri yeh kahani zara sun sun sun sun sun) -2 Har taraf tera jalwa -4 (Yeh hawa mehki mehki hai Yeh saba tere jaisi hai Yeh fiza sun kya kehti hai Tu mere dil mein rehti hai Har taraf tera jalwa -4) -2 Yeh hey hey hey, hoo hoo hoo -8