Kuch Bhi Ho Jaye

Kuch Bhi Ho Jaye 歌词

流派Pop
时长5:01
原文语言印地语
浏览量120
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
main baarish ka mausam hoon tujhe ek din bhaaunga ho do din deke khushiyaan hashar tak le aaunga main baarish ka mausam hoon mera aitbaar na karna kuch bhi ho jaaye yaara mujhe tu pyaar na karna ho akhiyan hongi teri phir paani ka jharna kuch bhi ho jaaye yaara mujhe tu pyar na karna aa, wo tumne sudhara tha tumne bigaada hai tumne kiya jo kiya hum to kabhi na the yoon bewafa par tune bana diya tumne sudhara tha tumne bigaada hai tumne kiya jo kiya hum to kabhi na the yoon bewafa par tune bana diya ho jaani kolon door reh tainu samjhawan mera ki pata main kal mar jaawan ho jaani chhod chuka hai ab to maut se darna kuch bhi ho jaaye yaara mujhe tu pyar na karna ho akhiyaan hongi teri phir paani ka jharna kuch bhi ho jaaye yaara mujhe tu pyar na karna main itna badal chuka hoon sanam tujhse judaaiyan kar ke ke ab mazaa aane laga hai mujhe bewafaaiyan kar ke main itna badal chuka hoon sanam tujhse judaaiyan kar ke ke ab mazaa aane laga hai mujhe bewafaaiyan kar ke soch tere baare junoon mil jaata hai chhod kisi ko sukoon mil jaata hai ho pata nahi kab kiski hai baahon mein marna kuch bhi ho jaaye yaara mujhe tu pyar na karna ho akhiyaan hongi teri phir paani ka jharna kuch bhi ho jaaye yaara mujhe tu pyar na karna