歌词坐标
SV原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Tora mann darpan kehalaye
bhale bure sare karamo ko dekhe aur dikhaye
mann hee dewata, mann hee eeshwar
mann se bada naa koyee, mann ujiyara jab jab faile, jag ujiyara hoye
iss ujale darpan par pranee, dhul naa jamane paye
sukh kee kaliya dukh ke kante, man sab kaa aadhar
man se koyee bat chhupe naa, mann ke nain hajar
jag se chahe bhag le koyee, mann se bhag naa paye






