Rab Mere Araj Sun Meri

Rab Mere Araj Sun Meri 歌词

流派Pop
时长2:38
原文语言MS
浏览量350
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Fab mere araj sun meri sharan abb teri jis din se gaya dil mera dukho ne ghera rab mere araj sun kyun ruth rahe kartaar meri sarkaar bataate jaao kya humse ho gai bhul humein batlaao padu na paiya na ho naaraaz mere sartaaj ye dil abb tera jis din se gaya rab mere araj sun padi dil ki duniya suni idhar bhi dekho idhar bhi aao sab khade huye behaal zara muskaao na ab tarasaao laga aise nazar ka tir kaleja chir gaya jo mera jis din se gaya meri sunte jaao baat tumhaare jod raha huun main haath kyun mujhse jaate dur mere o nur nibha do saath zara baitho hason muskaao humein behlaao basa do dera jis din se gaya haay rab mere araj sun