Aaj Hai Karva Chauth

Aaj Hai Karva Chauth 歌词

流派Pop
时长2:54
原文语言MS
浏览量796
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Aaj hai karva chauth sakhi ri mang le sukh kaa dan apne sapano ke swami kaa dhar kar mann me dhya janam janam tak mang kaa teree rang pade naa phika jab tak chamke chand sitare, tab tak chamke tika bandhe rahe manabhate pritam ke prano se pran aaj hai karva chauth jo koyi mange aaj lagan se yug yug kaa sukh paye sath saphal ho prem amar ho jivan me ras aaye aaj har ik nari ko prabhu se milta hai vardan aaj hai karva chauth