Yaariyan (feat. Sunidhi Chauhan)

Yaariyan (feat. Sunidhi Chauhan) 歌词

流派Pop
时长5:14
原文语言印地语
浏览量610
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Alvida yaara, alvida Ho rahe tumse hum judaa Le chale saare gham tere Khush rahe yaara tu sada Tumse bhi jaada hongi Ab yaadein pyaariyan Hum dono ki hain apni apni lachariyaan Ab hanste hanste tumpe le khushiyaan vaariyaan Marz bhi hain deti Chain bhi hain deti Dard bhi hain deti Jaan bhi hain leti Yaariyaan Na chhode yaariyaan Na chhode yaariyaan Na chhode yaariyaan Ab jeene ko jaane ko, na koi raasta Tanhaaiyon se hoga ab dil ka vaasta Hum khud hi khud ko ab to kar denge laapata Maan le tu aise Hain zara bhole se Jaante hain waise Hai nibhaani kaise Yaariyan Naa chhode yaariyaan Naa chhode yaariyaan Yaariyan, yaariyan Yaari yaari har koi karda ve Yaari yaari har koi har koi Karda ve karda ve Yaari de bus jo peh jaave Woh pagla woh jhalla ve Tumse bhi jaada hongi Ab yaadein pyaariyan Hum dono ki hain apni apni lachariyaan Ab hanste hanste tumpe le khushiyaan vaariyaan Marz bhi hain deti Chain bhi hain deti Dard bhi hain deti Jaan bhi hain leti Yaariyaan Na chhode yaariyaan Na chhode yaariyaan Yaariyaan, yaariyaan