Woh Din

Woh Din 歌词

流派Pop
时长4:37
原文语言印地语
浏览量174
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
yaadon ke purane album mein chhupa ke rakhe hain humne woh din gullak mein padi chavanni si bacha ke rakhe hain humne woh din na kisi manzil ki fikar thi zindagi jeene ki umar thi dosti aur doston se udhar ke din the woh din bhi kya din the, woo hmm woh din bhi kya din the, woo woh din bhi kya din the, woo hmm woh din bhi kya din the, woo bigde hue insaan the shaitan ki santaan the hmm lekin brother jo bhi kaho wo yaar hi toh jaan the college ki kudi se karne aankhein chaar ke din the aaye zindagi mein pehle pehle pyar ke din the woh din bhi kya din the, woo wo din bhi kya din the, woo wo din bhi kya din the ooh kharbuzon ko kharbuzon ki milli si sangat ke apne wo din ooh jeevan pe nayi jawaani ki chadi si rangat ke apne wo din yaad hai filmon ke purane r.d. burman ke wo gaane band ke, keyboard ke aur guitar ke din the woh din bhi kya din the, woo hmm woh din bhi kya din the, woo woh din bhi kya din the, woo hmm woh din bhi kya din the, woo