Meri Tanhaiyon Mein

Meri Tanhaiyon Mein 歌词

流派Pop
原文语言印地语
浏览量20
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
meri tanhaiyon mein tumhara hi naam hai tumne suna kya bas tumko dekhna mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya ye lamhe ba-khabar hain humari chaahaton se aur mujhko khumaar hai bas tumhare deedar ka tumhare deedar ka tumhare deedar ka tumhare deedar ka aa titliyon se ye lamhein sawaarein yaadon ki dibiya mein inko utaarein fursat mein baithe hum dono chalte wahaan ho subah ka na shab ka nisaan meri angdaaiyon mein tumhara hi naam hai tumne suna kya? bas tumko dekhna mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya befikri hi ho ek sang humaare duniya ki na ho, haan parwah jahan pe aise hi sapne dekhe dil bezubaan sajde mein tere ho, hai ye duaa meri parchaiyon mein tumhara hi naam hai tumne suna kya bas tumko dekhna mujhko pasand hai ye tumko hai pata kya