Hawayein

Hawayein 歌词

流派Pop
时长4:52
原文语言印地语
浏览量3.7K
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
tujhko main rakh loon wahan jahan pe kahin hai mera yaqeen main jo tera na hua kisi ka nahin, kisi ka nahin le jaayein jaane kahan hawaayein, hawaayein le jaayein tujhe kahan hawaayein, hawaayein? begaani hain ye baagi hawaayein, hawaayein le jaayein mujhe kahan hawaayein, hawaayein? le jaayein jaane kahan na mujhko khabar, na tujhko pata o-o-o (hawaayein, hawaayein) o-o-o (hawaayein, hawaayein) o-o-o (hawaayein, hawaayein) o-o-o (hawaayein, hawaayein) banati hai jo tu woh yaadein jaane sang mere kab tak chalen inhi mein to meri subah bhi dhale, shaamein dhale, mausam dhale khayalon ka sheher, tu jaane tere hone se hi aabad hai hawaayein haq mein wo hi hain aate-jaate jo tera naam lein deti hain jo sadaayein hawaayein, hawaayein na jaane kya bataayein hawaayein, hawaayein le jaayein tujhe kahan hawaayein, hawaayein? le jaayein mujhe kahan hawaayein, hawaayein? le jaayein jaane kahan na mujhko khabar, na tujhko pata chehra kyun milti tera yun khawabon se mere? ye kya raaz hai? kal bhi meri na thi tu na hogi tu kal, meri aaj hai teri hain meri saari wafayein, wafayein maangi hain tere liye duaayein, duaayein le jaayein tujhe kahan hawaayein, hawaayein? le jaayein mujhe kahan hawaayein, hawaayein? le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein) le jaayein tujhe kahan (hawaayein, hawaayein)? le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein) le jaayein tujhe kahan (hawaayein, hawaayein)? le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein) le jaayein mujhe kahan (hawaayein, hawaayein)? le jaayein jaane kahan (hawaayein, hawaayein) le jaayein mujhe kahan (hawaayein, hawaayein)?