Aur Mohabbat Kitni Karoon

Aur Mohabbat Kitni Karoon 歌词

流派Pop
原文语言印地语
浏览量31
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
ehsaas ho ya na ho izhaar ho ya na ho tere bin main reh na paata hoon ye tujhse keh na paata hoon main aur mohabbat kitni karoon itni toh mohabbat karta hoon main aur mohabbat kitni karoon itni toh mohabbat karta hoon meri saans tujhse hai meri jaan tujhse hai tu na ho to dar sa jaata hoon jeete jee main mar sa jaata hoon main aur mohabbat kitni karoon itni to mohabbat karta hoon main aur mohabbat kitni karoon itni to mohabbat karta hoon ei raati nupuai kyo jonaaku naai ei raati nupuai main bas itni fariyaad karun ki aankhen na namm ho meri teri yaadon mein na hi tu judaa ho kabhi sooni raaton mein phir bhi uthkar jaana tera aur na aana tera dhokhe ke hain naye salike tabhi kahoon main ki ikraar ho ya no takraar tujhse na ho tu meri yaar ho ya na ho bas gair mujhse na ho main kal bhi tujhse tha raazi main aaj bhi haami bharta hoon main aur mohabbat kitni karoon itni to mohabbat karta hoon main aur mohabbat kitni karoon itni to mohabbat karta hoon ei raati nupuai kyo jonaaku naai ei raati nupuai kyo jonaaku naai