歌词坐标
HI原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Aasan nahin yahan aashiq ho jaana
Palkon pe kaaton ko sajaana
Aashiq ko milti hai gham ki saugaatein
Sabko na milta yeh khazana
Baaton se aage, waadon se aage
Dekho zaraa tum kabhi, ho
Yeh toh hai shola, yeh hai chingari
Yeh hai jawan aag bhi
Jismon ke peecche bhaage ho phirte
Utro kabhi rooh mein, ho
Hota kya aashiq, kya aashiqhi hai
Hogi khabar tab tumhein






