歌词坐标
GU原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Sar jhuka ke kar salaam hai shaam shaandaar
Aasmaan se aa giri hai shaam shaandaar
Chak de andhera
Chaand jala de, bulb bana ke
Fikr na kariyo
Karna bhi kya hai, bijli bacha ke
Sar-e-aam pila khushi ke jaam shaandaar
Aasmaan se aa giri yeh shaam shaandaar
Jazbaat ke chillar ko note bana ke
Mehandi raat pe khulke luta
Chingaariyon ko visphot bana ke
Aiyyashi ke tu rocket chhuda
Kaisa darr, tu kar guzar ye kaam shaandaar
Aasmaan se aa giri yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar
Yeh shaam shaandaar






