Baazigar O Baazigar

Baazigar O Baazigar 歌词

流派Pop
时长7:18
原文语言GL
浏览量4.6K
歌词坐标

原文歌词

GL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
O Mera Dil Tha Akela, Toone Khel Aisa Khela teri Yaad Mein Jaagun Raat Bhar baazigar O Baazigar tu Hai Badha Jaadugar baazigar Maein Baazigar dilvaalon Ka Maein Dilbar o Dil Leke Dil Diya Hai Sauda Pyar Ka Kiya Hai dil Ki Baazi Jeeta Dil Haar Kar chupke Se Aankhon Ke Raste Tu Mere Dil Me Samaaya chaahat Ka Jaadu Jagaake Mujhko Devaana Banaaya pehli Nazar Me Bani Hai Tu Mere Sapnon Ki Raani yaad Rakhegi Ye Duniya Apni Vafaa Ki Kahaani o Mera Chain Churaake Meri Neenden Udaake kho Na Jaana Kisi Modh Par baazigar O Baazigar dhak Dhak Dhadakta Hai Ye Dil bolo Na Kya Keh Raha Hai paas Aao Bata Doon na Baba Dar Lag Raha Hai mujhko Galat Na Samajhna maein Nahin Baadal Aavara dil Ki Deevaron Pe Maine naam Likha Hai Tumhaara o Tere Pyaar Pe Qurbaan mera Dil Meri Jaan tujhe Lag Jaaye Meri Umar baazigar O Baazigar