歌词坐标
HI原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
raatein dhalti nahin
din bhi nikalta nahin
uski marzi bina
patta hilta nahi
rab jo chahe wahi to hona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
rab jo chahe wahi to hona hai
rab jo chahe wahi to hona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
chhota sa ek ghar mila
ghar mein mila hai pyaar
mujko mila saugaat mein
khushiyon ka sansar
chhota sa ek ghar mila
ghar mein mila hai pyaar
mujko mila saugaat mein
khushiyon ka sansar
mera munna bada hi salona hai
mera munna bada hi salona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
rab jo chahe wahi to hona hai
rab jo chahe wahi to hona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
jeena hai hanske hamein
jeevan ka har pal
koi na jaane yahan
kya ho jaaye kal
jeena hai hanske hamein
jeevan ka har pal
koi na jaane yahan
kya ho jaaye kal
har khwaab yahan pe sanjona hai
har khwaab yahan pe sanjona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
rab jo chahe wahi to hona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai
aadmi khilona hai






