Yaad Aayi Yaad Ayi

Yaad Aayi Yaad Ayi 歌词

时长3:45
原文语言意大利语
浏览量279
歌词坐标

原文歌词

IT
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Yaad Aayi, Yaad Aayi, Phir Tumhaari Yaad Aayi aisa Lagta Hai Mujhe To aisa Lagta Hai Mujhe To, Maar Daalegi Judaai yeh Judaai, Yeh Judaai, Maar Daalegi Judaai yaad Aayi, Yaad Aayi, Phir Tumhaari Yaad Aayi aa Bhi Jaao Aa Bhi Jaao, Ishq De Tumko Sada na Akele Reh Sakogi Bhoolke Meri Vafa kuch Nazar Aaye Nahin kuch Nazar Aaye Na Mujhko aankhon Mein Bas Tum Ho Chhaayi tum Ho Chhaayi, Tum Ho Chhaayi aankhon Mein Bas Tum Ho Chhaayi yaad Aayi, Yaad Aayi, Phir Tumhaari Yaad Aayi tum Nahin Aate Tumhaari Yaad Aati Hai Sanam kya Bataaoon Kis Tarah Mujhko Rulaati Hai Sanam ab Mujhe Khaamoshiyon Mein dhadkanein Deti Sunaayi dhadkanein Deti Sunaayi, Dhadkanein Deti Sunaayi yaad Aayi, Yaad Aayi, Phir Tumhaari Yaad Aayi dooriyaan Majbooriyaan Hai, Haal-e-dil Kaise Kahoon tanha Tanha Bebasi Ka Dard Main Kaise Sahoon tum Kaho To Chhod Doon, Ho tum Kaho To Chhod Doon Main ek Pal Mein Yeh Khudaai ek Pal Mein Yeh Khudaai, Chhod Doon Main Yeh Khudaai yaad Aayi, Yaad Aayi, Phir Tumhaari Yaad Aayi aisa Lagta Hai Mujhe To aisa Lagta Hai Mujhe To, Maar Daalegi Judaai yeh Judaai, Yeh Judaai, Maar Daalegi Judaai yaad Aayi, Yaad Aayi, Phir Tumhaari Yaad Aayi