Ghabarake Darr Darr Ke

Ghabarake Darr Darr Ke 歌词

时长3:43
原文语言MS
浏览量195
歌词坐标

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai jindagaani ko samajh le khel tu, muskuraake mushkilo ko jhel tu saari duniya mein nahi tujhsa koyi, tu anokha hai yaha, anmol tu ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai chaahe uss duniya mein tu jaaye kahin haan julm se khaali nahi koyi jami tu jo chaahe toh mita de julm ko shart yeh hai tujhko ho khud par yakin ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai deewaare rasta roke toh unase takaraana sikho jinda rehna hai sar uthaake toh mar jana sikho ghabarake darr darr ke, darr darake mar marake bas aahein bhar bhar ke jina koyi jina hai