Tu Sapana Hain

Tu Sapana Hain 歌词

流派Pop
时长5:41
原文语言FI
浏览量214
歌词坐标

原文歌词

FI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa aaisa lagat hain maine kahi pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa haseen waadiyon ki khushbu hain tu parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu rangeen fizaaaon ka chhalka nasha dilkash nazaaron ka jaadu hain tu tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu adaaon se khud apani nadaan hain tu tu chaand jo raat roshan kare tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu tu hain pari ya apasara tu geet hain ek madbhara pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa aaisa lagta hain maine kahi pehle bhi hain tujhe dekha tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa