Main Rahoon Na Rahoon

Main Rahoon Na Rahoon 歌词

流派Pop
时长5:15
原文语言SV
浏览量375
歌词坐标

原文歌词

SV
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
meri aawaaz main rahoon na rahoon meri aawaaz tum gunjati har jagah har kadam paaogi main milu na milu mere geeton ko tum zindagi ki tarah har kadam paaoge main tha jahaan hoon main waheen beeta huan kal main nahi main tha jahaan hoon main waheen beeta huan kal main nahi har mod pe har raah mein har dard mein har aaha mein gungunaunga main muskuraaunga main dil ki aabo hawa mein yaad aaunga main yaad aaunga main kuchh kahu na kahu mere geeton ko tum roshani ki tarah har taraf paaoge main aaj hoon main kal bhi hoon sadiyaan hoon main main pal bhi hoon main aaj hoon main kal bhi hoon sadiyaan hoon main main pal bhi hoon har rang mein har roop mein har chaanv mein har roop mein jhilmilaaunga main jagmagaaunga main mausamon ki adaa mein yaad aaunga main yaad aaunga main main dikhu naa dikhu mere andaaz tum waqt hi ki tarah har taraf paaoge main rahoon na rahoon meri aawaaz tum gunjati har jagah har kadam paaoge