歌词坐标
TL原文歌词
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
duniya sari dekar lelu main ek tera pyar,yeh pyar
saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar
zameen hain kya jo tu kahe
main chand pe tere saath chalu
o o o jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar
tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar
tum dur ho hazar gum
tum pass ho to mujhe hai khushi
o o o jaana zindagi se na jana
pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi
jaana hum rahenge tumhare
hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen
jaana ho o o jaana






