Hum Rahe Ya Na Rahe

Hum Rahe Ya Na Rahe 歌词

流派Pop
时长4:03
原文语言TL
浏览量291
歌词坐标

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Kal yaad aayenge yeh pal Pal, yeh hain pyaar ke pal Chal, aa mere sang chal Chal, soche kya Chhoti si hai zindagi Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal Shaam ka aanchal odhke aayi Dekho voh raat suhaani Aa likh de hum donon milke Apni yeh prem kahaani Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal Aane waali subha jaane Rang kya laaye deewaani Meri chaahat ko rakh lena Jaise koi nishaani Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal Hum rahe ya na rahe kal Kal yaad aayenge yeh pal Pal, yeh hain pyaar ke pal Chal, aa mere sang chal Chal, soche kya Chhoti si hai zindagi Kal mil jaaye to hogi khushnaseebi Hum rahe ya na rahe, yaad aayenge yeh pal