Baadshah O Baadshah

Baadshah O Baadshah 歌词

流派Pop
时长6:38
原文语言SL
浏览量557
歌词坐标

原文歌词

SL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Dil ko churaana neendein udaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Dil ko churaana neendein udaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah Chaaron taraf hai mere hi charche Honthon pe hai bas mera naam Rangon bhari subah meri Masti mein doobi hai meri shaam Jhoothi kahaani sacchi lage aawargi mujhe achchhi lage Naghme sunaana sabko nachaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah Hai ye mohabbat kamzori meri Chaahat ki duniya pe mera raaj Bas rab ke aage jhukta mera sar Jhukte mere saamne takhto taaj Andaz mera sabse juda Main baadshahon ka baadshah Sapne sajaana hansna hansaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah Aashiq hoon main kaatil bhi hoon Sabke dilon mein shaamil bhi hoon Dil ko churaana neendein udaana Bas yehi mera kusoor Vaadon se apne mukarta nahin Marne se main kabhi darta nahin Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah Baadshah o baadshah Baadshah hey baadshah Baadshah o baadshah Baadshah.