Mujhe Neend Na Aaye

Mujhe Neend Na Aaye 歌词

时长6:11
原文语言印地语
浏览量649
歌词坐标

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
18
Mujhe neend na aaye Neend na aaye, neend na aaye Mujhe chain na aaye Chain na aaye, chain na aaye Mujhe neend na aaye, ho Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye Koi jaaye zara dhoondke laaye Na jaane kahan dil kho gaya Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye Koi jaaye zara dhoondke laaye Na jaane kahan dil kho gaya Haalat kya hai kaise tujhe bataaoon main Karvat badal badalke raat bitaaoon main Poochho zara poochho kya haal hai Haal mera behaal hai Koi samajh na paaye kya rog sataaye Koi jaaye zara dhoondke laaye Na jaane kahan dil kho gaya Na jaane kahan dil kho gaya Jaan se bhi pyaara mujhko mera dil hai Uske bina ek pal bhi jeena mushkil hai Tauba meri tauba kya dard hai Dard bada bedard hai Kabhi mujhko hasaaye kabhi mujhko rulaaye Koi jaaye zara dhoondke laaye Na jaane kahan dil kho gaya Mujhe neend na aaye, neend na aaye, neend na aaye Mujhe chain na aaye, chain na aaye, chain na aaye Mujhe neend na aaye, mujhe chain na aaye Koi jaaye zara dhoondke laaye Na jaane kahan dil kho gaya Na jaane kahan dil kho gaya