Bolo Na Tum Zara

Bolo Na Tum Zara کے بول

صنفPop
دورانیہ3:14
اصل زبانTL
مناظر571
گیت کے بول کے نقاط

اصل بول

TL
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
18
Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala Chherta hai yeh aasmaan, mausam lage aaj manchala Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala Pyaar ki roshni jismon mein ghul gayi Pyaar ki aas mein rooh yeh dhul gayi Rog chalne laga, dil ka yeh kaafila Sarsaraati huwi hawa youn baadiyon mein hai beh rahi Pyaar ki hi kahaaniyan kaanon mein hole se keh rahi Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala Bolo na tum zara, pyaar yeh hota hai kya Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala Pyaar yeh subh ki makhmali dhoop hai Pyaar yeh shaam ko saawala roop hai Yeh jadoo hai kya, jo hai humpe huwa Pyaar paaya to zindagi ek pal mein jaise badal gayi Rang ujhle hai raagini naye sur mein jaise hai dhal gayi Yeh pyaar hai kya khoobsurat bala Bolo na tum zara, (bolo na tum zara) Pyaar yeh hota hai kya, (pyaar yeh hota hai kya) Yeh haseen raaz hai, jaane kaun bhala