Mere Jaise Ban Jaaoge

Mere Jaise Ban Jaaoge کے بول

دورانیہ6:13
اصل زبانMS
مناظر383
گیت کے بول کے نقاط

اصل بول

MS
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
18
Mere jaise ban jaoge Tab ishq tumhe ho jayega Deewaron se takarooge Jab ishq tumhe ho jayega Haar baat gaura kar loge Mannat bhi utara kar loge Taabeeze bhi bhandaoge Jab ishq tumhe ho jayega Tanhaiye ke jhulle khoolenge Haar baat purani bhoolonge Aaine se tum ghabaraoge Jab ishq tumhe ho jayega Jab suraj bhi kho jayega Aur chand kahin soo jayega Tum bhi ghar dher se aooge Jab ishq tumhe ho jayega Bechaini bad jayege Aur yaad kiski ayegi Tumhari ghazale gaaoge Tab ishq tumhe ho jayega Mere jaise ban jaoge Tab ishq tumhe ho jayega Deewaron se takarooge Jab ishq tumhe ho jayega