Aye Khuda Ret Ke

Aye Khuda Ret Ke کے بول

دورانیہ4:46
اصل زبانپرتگالی
مناظر211
گیت کے بول کے نقاط

اصل بول

PT
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
18
Ae khuda ret ki sehra ko samandar kar de Ya chalaak ti hui aankhon to bhi pathhar kar de Tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine Aa kisi din mere ehsaas ko paikar kar de Ya chalaak ti hui aankhon to bhi pathhar kar de Ae khuda ret ki sehra ko samandar kar de Aur kuch bhi mujhe darkaar nahin hai lekin Meri chadaar mere pairon ke baraabar kar de Ya chalaak ti hui aankhon to bhi pathhar kar de Ae khuda ret ki sehra ko samandar kar de