Dil Ne Phir Yaad Kiya

Dil Ne Phir Yaad Kiya کے بول

صنفPop
دورانیہ3:47
اصل زبانGL
مناظر703
گیت کے بول کے نقاط

اصل بول

GL
ترجمہ ابھی دستیاب نہیں۔ اصل بول دکھائے جا رہے ہیں۔
18
Mmm hmm hmm hmm oh ho ho, dil ne phir yad kiya choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya charo taraf khumar hai, mausam bhee bekarar hai bahke huye khayalo peh abb naa ikhtiyar hai khwabo ko bhee sajane laga, jadu koyee chalane laga lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya he eh he la la la chhaya jab surur hai, sare ghamo se dur hai mastee me hai yeh jindagee, kuchh toh huwa jarur hai dhire dhire jhalane laga, nindo ko bhee churane laga lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya choree choree satane laga, rato ko bhee jagane laga lamha hasin pyar kaa, dil ne phir yad kiya