Jaan Ban Gaye (feat. Asees Kaur)

Jaan Ban Gaye (feat. Asees Kaur) şarkı sözleri

Süre4:21
Orijinal dilHintçe
Görüntülenme442
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

HI
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
ehsaas ki jo jubaan ban gaye ehsaas ki jo jubaan ban gaye dil mein mere mehmaan ban gaye aap ki tareef mein kya kahe aap humari jaan ban gaye aap humari jaan ban gaye aap hi rab aap imaan ban gaye aap humari jaan ban gaye qismat se humein aap humdam mil gaye jaise ki dua ko alfaaz mil gaye socha jo nahin woh hasil ho gaya chahun aur kya ke khuda de ab mujhe rab se mila ek ayaan ban gaye khwabo ka mere muqaam ban gaye aap ki tareef mein kya kahe aap humari jaan ban gaye aap humari jaan ban gaye aap hi rab aap imaan ban gaye aap humari jaan ban gaye deen hai ilaahi mera maan hai maahi main to sajda karun unko arz rubaani meri farz gawahi meri ishq hua mujhko deen hai ilaahi mera maan hai maahi mai to sajda karun unko arz rubaani meri farz gawahi meri ishq hua mujhko