Sanwar De Khudaya

Sanwar De Khudaya şarkı sözleri

TürPop
Süre7:00
Orijinal dilHintçe
Görüntülenme136
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

HI
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
Soy jo akaila, jannaton main khela Aisay hi kisi ka waasta Paida ho gawahi, tere ghar say aai Aaisay hi kisi ka waasta Meri zindagi mera pyaar tu Meri aashiqui ka hisaar tu Main ne jo kiya usse bhool ja Main ne jo kaha usse maaf kar Teri rahmaton ka sawal hai Teri aashiqui ka khayal hai Tu rahim hay tu karim hai Meri zindaagi ko sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Mujhay khwaishon nay nigah di Mujhay dar badar nay panah di Mujhay sochhnay bhi nahin diya Maine kya kiya, Maine kiya kiya Mujhe roshni ka yaqeen day Mere raaston ko zameen day Tu raheem hai tu kareem hai Meri zindigi ko sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Soy jo akaila, jannaton main khela Aisay hi kisi ka waasta Paida ho gawahi, tere ghar say aai Aaisay hi kisi ka waasta Teri jo razaain hain Haan meri duain hain, haan, haan, haan Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de Sanwaar de sanwaar de