Aai, Aai Yaa Karoon Main Kya

Aai, Aai Yaa Karoon Main Kya şarkı sözleri

Süre3:56
Orijinal dilMS
Görüntülenme199
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

MS
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo Ho gaya dil mera sukoo, sukoo Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo Koyi mastana kahe koyi deewana kahe, koyi parwana kahe jaane ko beqaraar Chaahat ka mujh pe asar, main duniya se bekhabar Chalta hoon apni dagar, manzil hai meri pyaar Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo Ho gaya dil mera sukoo, sukoo Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo Chonko mat aye doston yoon hi mujhse mat daro Mere bhole pyaar ko naadaani na samjho Haathon mein jo haath hai jeevan bhar ka saath hai Seedhi saadi baat hai kahaani na samjho Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo Ho gaya dil mera sukoo, sukoo Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo Meri aankhon mein nasha meri baaton mein nasha Meri saanso mein nasha behka main bin peeye Ghutati, ghutati bebasi sehmi, sehmi har ghadi Bin chahat ka zindagi jeeta main kiss liye Aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo Ho gaya dil mera sukoo, sukoo aai, aai yaa karoon main kya sukoo, sukoo