Dhuan Banake Fiza Mein

Dhuan Banake Fiza Mein şarkı sözleri

Süre6:48
Orijinal dilMS
Görüntülenme2.8K
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

MS
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
dhuan banake fiza mein uda diya mujhko (2) main jal raha tha kisi ne bujha diya mujhko dhuan banake fiza mein uda diya mujhko khada hoon aaj bhi roti ke chaar harq liye (3) sawal yeh hai kitaabon ne kya diya mujhko dhuan banake fiza mein uda diya mujhko safed sang ki chaadar lapet kar mujh par (2) fasil-e-shaher mein kisne saja diya mujhko dhuan banake fiza mein uda diya mujhko main ek zarra bulandi ko chhoone nikla tha (3) hawa ne thaam se zameen par gira diya mujhko dhuan banake fiza mein uda diya mujhko main jal raha tha kisi ne bujha diya mujhko dhuan banake fiza mein uda diya mujhko