Salamat Rahe Dostana Humara

Salamat Rahe Dostana Humara şarkı sözleri

Süre5:29
Orijinal dilSQ
Görüntülenme417
Şarkı sözü koordinatları

Orijinal sözler

SQ
Çeviri henüz yok. Orijinal sözler gösteriliyor.
18
Bane chaahe dushman zamaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Bane chaahe dushman zamaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Bane chaahe dushman zamaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Woh khwaabon ke din woh kitaabon ke din Sawaalon ki raaten jawaabon ke din Kayi saal humne guzaare yahaan Yahin saath khele hue hum jawaan, hue hum jawaan Tha bachpan bada aashiqaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Bane chaahe dushman zamaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Na bichhdenge mar ke bhi hum doston Humein dosti ki qasam doston Pata koyi poochhe to kehte hain hum Ke ek duje ke dil me rehte hain hum, rehte hain hum Nahin aur koyi thikaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Bane chaahe dushman zamaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara Bane chaahe dushman zamaana humaara Salaamat rahe dostaana humaara